Lafzon Se Ho Bayaan by Gilbert It's all about his observation and expression which unfolds uncanny situation of life.
…
continue reading
Dhundne nikla tha, un raasto par.......Jin raasto par apne raha karte they..Dhundne nikla tha, un yaadon ko...Jin yaadon se hum kabhi judda karte they...Dhundne nikla tha, un harqato ko...Jin harqato ko liye kabhi chala karte they....Raastein ab bhi wahi hai...Par apne Kahi ghumshuda hai...(x2)Yaadein ab bhi apno se judi hai...Par Woh rishtey humse…
…
continue reading
Aisi kaarigari ki haalato ne....Bezubaan kar gaye is bheed mein....Aisi kaarigari ki haalato ne....Bezubaan kar gaye is bheed mein....Khush mizaaj hua karte they....Aaj tanhaaiyo se Ja lipte hai....Silwato mein dabi saasein liye....chal rahe they....Silwato mein dabi saasein liye....chal rahe they....Aaj khaareej ho gaye apne hi khaamiyo mein....Aa…
…
continue reading
Har kisse mein humara hisaa kahaan...Har kaamyaab rishton mein humara zikr kahaan...Hum khayaalo mein aate hai...Haqeeqat mein kahaan...Haazir ho toh bhi...Maujudgi mein kahaan...
…
continue reading
Soch mein dooba ho....Jaane kitne kharocho se guzra hun....Pata hi na chala....Ghum ke aashiyaan mein.....Ab bhi bhikra Hun.....Jaane kaun si tohmat aa gayi mujh mein....Chinn gayi saari rehmat mujh se...Andhero ka saath jugnuo ne bhi chodh diya.....Suraj ki roshni ne toh kab ka sukoon ka daaman chodh diya.....Ab bhi Soch mein dooba ho....Jaane kit…
…
continue reading
Duniya ko kya pata.... Kis mod se guzre ho tum.... Duniya toh bas chaka chaund ke basti mein masruf hai..... In khaamosh aankhon ke peechey kabhi dard ka maahol raha....toh kabhi sangharsh ka....Yeh naqaab jo odha hai...Har mushqilo ne mushqilo se joda hai...Duniya toh bas duniya hai....Unhe kya pata kitne kisso ne humein hisso mein baantna hai....…
…
continue reading
Karigari ki Haalato Ne...
…
continue reading
Lafzon Se Ho Bayaan by Gilbert It's all about his observation and expressions which unfolds uncanny situation of life.
…
continue reading