Artwork

Content provided by Namaaz Ka Tareeqa by Abu Zaid Zameer. All podcast content including episodes, graphics, and podcast descriptions are uploaded and provided directly by Namaaz Ka Tareeqa by Abu Zaid Zameer or their podcast platform partner. If you believe someone is using your copyrighted work without your permission, you can follow the process outlined here https://player.fm/legal.
Player FM - Podcast App
Go offline with the Player FM app!

Namaaz Ka Tareeqa – Dars 1

1:26:50
 
Share
 
Archived series ("Inactive feed" status)

When? This feed was archived on February 26, 2017 15:05 (7+ y ago). Last successful fetch was on July 30, 2016 13:33 (8y ago)

Why? Inactive feed status. Our servers were unable to retrieve a valid podcast feed for a sustained period.

What now? You might be able to find a more up-to-date version using the search function. This series will no longer be checked for updates. If you believe this to be in error, please check if the publisher's feed link below is valid and contact support to request the feed be restored or if you have any other concerns about this.

Manage episode 153896127 series 1106356
Content provided by Namaaz Ka Tareeqa by Abu Zaid Zameer. All podcast content including episodes, graphics, and podcast descriptions are uploaded and provided directly by Namaaz Ka Tareeqa by Abu Zaid Zameer or their podcast platform partner. If you believe someone is using your copyrighted work without your permission, you can follow the process outlined here https://player.fm/legal.

Is hisse mein aap sunengey:

1. BAGHAIR NIYYAT KE NAMAZ NAHI HOTI

Allah Ke Rasool (Sallallahu alaihe wa sallam) farmatey hain:

Aamal ka daromadar niyato par hai aur har shakhs ko wahi milega jis ki usne niyyat ki.

[Bukhari bid al wahi 1- Muslim: 155 – (1907) raavi: Umar (Radiallahu anhu)]

2. MASJID E HARAAM KI TARAF RUKH KARNA

Allah taa’ala farmata hai:

Aye Nabi aap ka chehre ka baar baar asmaan ki taraf uthna hum dekh rahe hain, lijey hum aap ko ussi qible ke taraf pher dete hain jissey aap pasand karte hain, bas aap apna rukh Masjid e Haraam ki taraf pher lijey aur (aye musalmano!) tum jahan kahi bhi raho namaz mein apna rukh Masjid e Haram hee ki taraf rakhna. [Al-Baqrah 144]

3. QA’BA KI TARAF RUKH KARNA

Bara bin Aazb (Radiallahu anhu) farmate hain:

Hum ne Rasool Allah (Sallallahu alaihe wa sallam) ke sath biyat ul maqdas ki janib rukh kar ke taqribban 16 ya 17 mahene namaz padhi fir humein qa’ba ki taraf pher diya gaya.

[Bukhari: Tafseer ul Qur’an 4492 – Muslim: Al Masajid wa mawaze assalah] alfaaz Muslim ke hain.

4. QIYAM, QUDRAT RAKHNE WALE PAR FARZ HAI AUR MAAZUR KE LIYE RUKHSAT HAI

Umar bin Husain (Radiallahu anhu) farmate hain:

Mujhe bawaseer ki shikayat thi. Mein ne Nabi (Sallallahu alaihe wa sallam) se namaz ke bare mein poocha. Aap ne farmaya: Khade hokar namaz padho, agar iss ki qudrat na ho to baith kar padho, aur agar iss ki bhi qudrat na ho to karwat par namaz padh lo.

[Bukhari: Al Juma 117]

5. NAMAZ MEIN NIGAH KO SAJDAH KI JAGAH RAKHNA

Ayesha (Radiallahu anha) farmati hain:

Allah ke Rasool (Sallallahu alaihe wa sallam) Qa’batullah mein dakhil hoye, aap ki nazar (namaz mein) sajdah ki jagah se na hati yaha tak ke aap bahar aa gaye.

(Ibn Khuzaima, Al Behaqi fil kubri, Al Hakim)

The post Namaaz Ka Tareeqa – Dars 1 appeared first on islamiclectures.

  continue reading

20 episodes

Artwork
iconShare
 
All episodes

×
 
Loading …

Welcome to Player FM!

Player FM is scanning the web for high-quality podcasts for you to enjoy right now. It's the best podcast app and works on Android, iPhone, and the web. Signup to sync subscriptions across devices.

Quick Reference Guide