Health Shots Ht Smartcast public
[search 0]
More
Download the App!
show episodes
 
Artwork

1
Healthy Zindagi

Health Shots - HT Smartcast

Unsubscribe
Unsubscribe
Monthly+
 
“Pehla sukh Nirogi Kaya” Ye apne bahut bar suna hoga. 'WHO' kehta hai ki healthy hona sirf disease ki absence nahi hai. Overall health ka meaning hai apka Mentally, Physically and emotionally better feel karna. Issme aap ki help karne ke liye Health Shots la raha "Healthy Zindagi Podcast season 2". Iske har episode me hum har baar ek Health Expert se baat karenge. Jo life ko unhealthy banane wale karno, Disease ke symptoms aur unke treatment ke bare me batayenge. Apni Health ki weekly dose k ...
  continue reading
 
Artwork

1
Health Shots InFocus

Health Shots - HT Smartcast

Unsubscribe
Unsubscribe
Monthly+
 
The Covid-19 pandemic has taught us enough about how life is not simply about surviving, but also about thriving. It is about prioritising self-care physically, mentally, emotionally and socially. The Health Shots InFocus podcast is built on the premise that health is not just about illness. It is the balance between mind, body and the world around us. Every episode, hosted by seasoned journalist and Health Shots editor Radhika Bhirani, will be a monologue to spark dialogues on wellness issu ...
  continue reading
 
Artwork

1
Spill the beauty

Health Shots - HT Smartcast

Unsubscribe
Unsubscribe
Monthly
 
Welcome to Spill the beauty, your one-stop guide to everything skincare with none other than veteran Dr Blossom Kocchar. So, get set to tune in every week, we cover all that you need to look smashing and stunning this festive season. This is a Health Shots production, brought to you by HT Smartcast.
  continue reading
 
Artwork

1
The Health Shots Show

Health Shots - HT Smartcast

Unsubscribe
Unsubscribe
Monthly
 
'Health is wealth' is an adage you must have heard umpteen times in your life, but do you abide by it? We always tend to take our health for granted - even with the prevailing threat of the Covid-19 pandemic. There is a new study every day, warning us of how our lifestyle is wrecking our physical and mental health. But we turn a deaf ear to it! Well, not anymore! As a platform to promote health and wellness, HealthShots considers it a responsibility to apprise you with different ailments tha ...
  continue reading
 
Artwork

1
Ask the IVF Expert

Health Shots - HT Smartcast

Unsubscribe
Unsubscribe
Monthly
 
Pregnancy and Parenthood are the two choices we make for life. For some of us it's a smooth ride. For the rest of us, it's difficult to even begin. Still, we find it worth our while. So much so that we opt for all kinds of fertility treatments. One of the most notable being IVF. On Ask the IVF Expert doctors from all over India are interviewed to cover all kinds of questions you, as a would-be-parent might have. This podcast is brought to you by Parents of Fertility powered by Merck.
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Summer season bahut sare health issues ko trigger kar sakta hai. Isme bacteria ki growth bahut jaldi hoti hai, Jis se digestive issues ka samna karna pasta hai. Wahin hot weather heat exhaustion aur heat stroke ka bhi karan ban jata hai. In sabhi samasyao se bachne ke liye tune in kijiye healthy zindagi podcast ka latest episode, Jahan Nutritionist…
  continue reading
 
Social taboos aur families ki purani conditioning ke karan LGBTQIA+ community ke logo ko lagatar identity, existence, self-respect, relationship aur pyar ke liye struggle karna padta hai. Jiski wajah se bahut sare log mental health issues ke shikar hone lagte hain. Healthy Zindagi podcast ke iss episode me queer community representative aur senior …
  continue reading
 
Thyroid hormone ka sahi star body function ke liye zaruri hai. Magar iska kam ya zyada hona apki sehat ko nuksan pahucha sakta hai. Khastaur se mahilao ko. International Thyroid Day par janiye kyu imbalance hone lagta hai thyroid, iska kya hota hai sehat par asar aur ye apke period and fertility ko kaise affect karta hai. Healthy Zindagi podcast ke…
  continue reading
 
Pregnancy ke 9 months ek woman ke liye amazing journey hote hain. Kabhi physical aur mental health issues ka samana karna, toh kabhi nanhe mehman ke aane ki khushi. Pregnancy ke 1st week se lekar delivery tak ek maa ko kin issues ka samna karna padhta hai aur kya ho sakta hai unka samadhan, Bata rahi hain senior gynecologist Dr. Nupur Gupta and Die…
  continue reading
 
carcinogens wo harmful chemical hain jo har jagah paye jate hain. Food, Utensils, pain aur bhi bahut sari cheezo me. Jo cancer ka karan ban sakte hain. Inse kaise bacha jaye aur inke khilaf apni body ko kaise protect kiya jaye , ye jan ne ke liye tune in karen healthy zindagi podcast ka ye episode. Rajiv Gandhi Cancer Institute and Research Centre …
  continue reading
 
Women face bias every step of the way. Teenager Prachi Nigam, a state topper in the Class 10 board examinations in India's Uttar Pradesh, recently got trolled due to her excessive facial hair. This incident brought to light the inherent bias and judgment people have regarding how women look. Tune into this Health Shots InFocus episode on the outdat…
  continue reading
 
Yog jeewan ka adhar hai. Ye apki body aur mind ko tune karta hai. Jiss se apki productivity, focus aur glow me bhi improvement hoti hai. Magar kya wajah hai ki kuchh log Yogabhyas ke bawajood sust aur beemar nazar aate hain. Unhe anxiety aur mood swings hote hai. Kya unke abhyas me koi mistake rah jati hai? kya hai yogabhyas ka sahi tarika aur iss …
  continue reading
 
20 se 30 year ki age ko baby plan karne ke liye sabse healthy mana jata hai. Magar isi umra me females' career bana rahi hoti hain. Agar aap bhi der se baby plan karna chahti hai toh egg freezing apke liye helpful ho sakti hai. Healthy Zindagi podcast ke iss episode me senior fertility expert Dr Rita Bakshi bata rahi hai fertility aur egg freezing …
  continue reading
 
April is the autism awareness month. Autism ya Autism spectrum disorder ek esi condition hai jisme bachcha apne aap me hi gum rahta hai. Ese bachcho ko communication aur social sharing me difficulties hoti hain. Autism ke cause, symptoms aur supportive therapy kya ho sakti hain, janne ke liye tune in karen healthy Zindagi podcast ka ye episode with…
  continue reading
 
Vaginal wash, vaginal perfume and vaginal lightening and tightening cream tak Sara bazaar women health ki fikra me hai. Par kya wastav me ye women health ka kuchh bhala kar rahe hain? Ya reality Kuchh aur hi hai? Healthy Zindagi podcast me, Senior gynaecologist & the founder of Maitri Women Dr Anjali Kumar de rahi hain women health se jude kuch zar…
  continue reading
 
Homeopathy ek age-old alternative medicinal treatment process hai. Jisme healthy ko natural ingredients ke sath heal karne ki koshish ki jati hai. Duniya bhar me log iss holistic treatment par trust kar rahe hain. Iske bawajood Homeopathy ke bare me kayi myths prachalit hain. Healthy Zindagi podcast ke iss episode me In myths ko bust kar rahe hain …
  continue reading
 
Hum sabhi har roz kisi na kisi tarah ke stress aur unpleasant situation ka smana karte hain. Kabhi kabhi bahut gussa bhi aata hai. Par jab yahi stress aur gussa anxiety aur isolation ka karan banne lagta hai, tab hame sawdhan ho jana chahiye. Stress, anxiety aur depression jaise mental health problems duniya bhar me social aur economic growth me ba…
  continue reading
 
Autoimmune disease esa agyat khatra hai, jin se bach pana bahut mushkil hai. Ye apki muscles, bones, lungs, heart, brain aur skin ko bhi prabhavit kar sakti hain. Inke causes aur symptoms ke bare me jankar inse better way me deal kiya ja sakta hai. Kya hain autoimmune diseases ke risk aur kya ho sakta hai inse deal karne ka upaye, Healthy Zindagi p…
  continue reading
 
Bahut zyada screen time, pollution aur bad lifestyle ke karan zyadatar logo ki eyes weak ho rahi hain. Dry eye, eye strain, glaucoma and diabetic retinopathy sahit eyes related problems bad rahi hain. Inse kaise bacha jaye, aur eyesight ko kaise better rakha jaye, jante hain healthy zindagi podcast ke iss episode me eye specialist Dr Saurabh Arora …
  continue reading
 
Hum sabhi ne kabhi na kabhi toothache ka samna kiya hoga aur iske liye friends aur family ne kayi remedies bhi batayi hongi. Par sawal ye hai ki daily brush karne ke bad bhi teeth kharab kyu hone lagte hain ya unme pain aur bleeding jesi problems kyu hone lagti hain. Dental health se jude ese hi sawalo ke jawab janne ke liye sunen Healthy Zindagi p…
  continue reading
 
China and USA ke bad cancer ke sabse zyada cases ab India me dekhne me aa rahe hain. In me breast cancer, cervical cancer, colon cancer, lung cancer etc sabhi shamil hain. Akhir kyu badh rahe hain cancer cases aur inhe kaise control kiya ja sakta hai, Healthy Zindagi podcast ke iss episode me Rajiv Gandhi cancer institute me Senior Consultant & Hea…
  continue reading
 
naked eyes se Nazar na ane wale kuch tiny insects bhi serious diseases ka karan ban sakte hain. Unfortunately, Inke symptoms bahut salo bad nazar aate hain aur tab tak inka ilaz impossible ho chuka hota hai. Esi hi kuch bimariyo ko WHO ne neglected tropical diseases me rakha hai. janiya kya hain ye aur inse kaise bacha ja sakta hai, public health e…
  continue reading
 
Cervical Cancer HPV se hone wala ek ghatak kism ka cancer hai. Iss se bachne ke liye zaruri hai ki aap sexually active hone se pahle sexually educate ho. Cervical cancer ke causes, symptoms aur preventive measures par bat kar rahi hain senior gynecologist Dr Aruna Kalra. Janne ke liye suniy healthy zindagi ka ye episode Yogita Yadav ke sath.…
  continue reading
 
Sir se lekar pair tak apke shareer me kayi jagah par, kayi tarah ke pain hote hain. Par har pain ka ilaj sirf pain killer nahi hain. zara si laparwahi ise chronic pain bana sakti hai. Health shots podcast Healthy Zindagi ke iss episode me Pune based chronic pain expert Dr Nivedita Page bata rahin hain pain ke causes aur different treatments.…
  continue reading
 
Diabetes ek lifestyle disorder hai. Ye jitni tezi se duniya bhar me badh rahi hai, uss se health ke liye chintaye badhna swabhavik hai. Unhealthy diet aur lifestyle type 2 diabetes ke sabse bade Karan hain. Sugar se bachne ke liye zaruri hai ki aap apni diet par dhyan de, sath hi agar kisi ko diabetes hai, toh uska upchar bhi food par dhyan dekar k…
  continue reading
 
Head, spine aur nerves ye wo zaruri hisse hain jo apke poore shareer aur sabhi senses ko control karte hain. Isliye inki sehat par dhyan diya jana aur bhi zyada zaruri hai. Healthy Zindagi podcast ke iss episode me Neurologist Dr Vinit Banga bata rahe hain neurological problems ke causes, symptoms aur treatment ke bare me. Tune in kijiye health sho…
  continue reading
 
Pareshan hona, gussa ana ya udas hona kisi bhi tarah se bura nahi hai, jab tak ki ye apke daily routine aur day to day task ko disturb nahi karta. Unpleasant ya negative emotions kisi me bhi ho sakte hain. par agar ye apki productivity, health aur relationship ko affect karne lage toh zaruri hai expert ki help lena. Fortis health care me Clinical p…
  continue reading
 
Do you think period leaves are every woman's right? This is a subject worth a debate and can easily raise polarizing views. In a world where we are striving to spread menstrual health awareness, tune into this Health Shots InFocus podcast episode with host Radhika Bhirani to get a bird's eye view and expert-backed tips to manage period pain.…
  continue reading
 
Delhi- NCR sahit poore desh me air pollution badhta ja raha hai. Har sal lagbhag yahi hal hota hai. Jiske karan bahut sare logo ko breathing issue, allergy, cold and cough jesi samasyao ka samana karna padta hai. Inse bachne aur behtar sans lene ke liye senior consultant pulmonology Dr Avi Kumar de rahe detail information. Lung health ko boost karn…
  continue reading
 
Do you often find yourself cribbing about long working hours and wonder how to strike a work-life balance? What if you need to work 70 hours a week, just as Infosys founder Narayana Murthy thinks it should be? Tune into this Health Shots InFocus podcast with Radhika Bhirani, editor of Health Shots, to get some tips to improve your productivity even…
  continue reading
 
Young adults ki 90% population apne weight se khush nahi hai. sabhi weight loss karna chahte hain. Par inme se bahut kam hain jo weight loss ke liye mehnat karte hain. Jabki zyadatar ko ye pata hi nahi hota ki weight loss la sahi tarika kya hai. Toh Healthy Zindagi ke iss episode me Dietician Vidhi chawla se janiye festive season me bhi weight loss…
  continue reading
 
Menoapaus reproductive life ka ek esa padav hai, jaha par har stree ko pahuchna padta hai. Period cycle ke end se jaha aap relax ho jati hain , wahin iske sath bahut sare health issue bhi face karne padte hain. Inse better way me deal karne ke liye zaruri hai ki aap iske bare me sab kuchh jane. Healthy Zindagi podcast me Menopause ke bare me bat ka…
  continue reading
 
Loading …

Quick Reference Guide